Pyar Ki Yeh Anokhi Kahani Chapter 17-19
Pyar Ki Yeh Anokhi Kahani Chapter_17 Abhay bahut ro raha tha woh Priyanshu ko apne godh mein uta leta hai...aur le jata hai jahan pe uski maa thi..Abhay Priyanshu ko unke sath lita deta hai.... Abhay :-Priyu..... Abhay uske gardan pe dekhta hai jahan pe raja sahab bite kiya tha ..... Abhay :-bahut dard hua tha na mere jaan ko hai na??? bahut zor se bite kiya tha na usne Abhay Priyanshu je forehead pe kiss karta hai aur usse gale laga kar rone lagta hai. Abhay :-jaan ankhien kholo na... mera naam lo na ek baar bol do ke "tum zinda ho" tumhe kuch nahi hua... please. wapiss nahi aaoge m6re paas Abhay ka rona ruk nahi raha tha..... Abhay :-pehle maa aur ab tum.....??? Tum bhi chale gaye chorr kar mujhe mat jaao naa... main bahut pyar karta hun tumse Kasam se....khud se zyada pyar karta hoon... Vitika :-Abhay please mat ro itna woh jaa chuka hai....... Abhay:- aisa mat bolo... woh zinda hai Vitika :-zinda hai par so raha hai...aur tab tak uthega nahi jab tak vampire n...