Pyar Ki Yeh Anokhi Kahani Chapter 9-12
Pyar Ki Yeh Anokhi Kahani
Chapter_9
Preet :- Maine mara tha isko.....
Abhay :- tune par kyu???
Preet :- kyuki yeh mar hi jaye to acha hai.....sab isko dhundh rahe hai tu isse nahii chhupa sakega kahin bhi nahi
Abhay :- main isko Sambhal lunga.....aur tu kabse itnaa achaa ho gaya ki meri itni fikar sach bta.....
Preet :- Maine raja sahab ko bata diya…
Abhay :- kya bata diya
Preet :- tere baare mein nahi bataya par itna bata diya ki maine isko dekha h.....
Abhay :-kyu???
Preet :- kyuki raja sahab ko pata chal gaya tha ki main iske paas se hoke aa raha hun.....mere kapdo mein se iski khusboo aa rahi thi.....or unhone kaha ki wo iska thoda blood pina chahate hai.. jisse confirm ho jaye ki yahi woh hai jisko sab dhundh rahe ya nahi
Abhay :- par tu bol deta na ki nahi pata.....kyu bataya
Preet :- maine mana kiyaa.....par unhone meri wife ko pakar rakha hai.....main usko kho nahi sakta aur is stupid ladke ke liye to bilkul nahi.....ek kaam karte hai isse raja sahab ko de dete hai......
Preet Priyanshu ke paas jata hai ki Abhay usse dhaka de ke pichhe kar deta hai.....
Abhay :- durrr rah isse paas aabe ki koshish bhi ki to tere hath tod dungaa.....😠
Preet :- kya mujhe rokega ... aur kitano ko rokega..... yeh ladka tere liye musibat hai.....
Abhay :-main bas itna janta hun ki yeh meri jaan hai aur main apni jaan ko kabhi Akela nahi chodunga......isko bacha ke rakhunga..... hameshaa.....
Preet :- kabhi bhi nahi kar payega......
Abhay :- kisiko mat batana please..... mujhe isse bahut pyar hai... please....
Abhay uske aage hath jod kar baith jata hai.....Preet wahan se chala jata hai.....
Abhay Priyanshu ke paas jake baithaa hai...aur hug kar ke rone lgta hai.....
Abhay :-main tumhe kabhi nahi khoo sakta kabhi bhi nahi
Abhay bah6t tut gaya tha.......itne mein Priyanshu uthata hai.....
Priyanshu :-Abhay
Abhay usko dekhta hai...Priyanshu baitha hai...
Priyanshu :- ahhhh.....
Abhay :-tum thik ho na??
Priyanshu :-bahut pain ho Raha hai sar mein
Abhay :-thik ho jayega......
Abhay uske sath bed pe Baith jata h...aur uske face hold karta hai.......Abhay uske Forehead pe kiss karta hai.....
Priyanshu :- mujhpe blanket de do please.....
Abhay uspe aur khud pe blanket dalta hai...
Priyanshu :- tum kitne thande ho.......
Abhay :- haan AC ki wajah se(jhut bolta h)
.
Priyanshu :- hehe koi nahi mujhe tightly hug kar ke rakho khud hi thand bhag jayegi
Abhay :-okk.....
Priyanshu uske neck pe kiss karta hai.....
Abhay :- kyaa kar rahe ho??
Priyanshu :- kiss nahi karu kya??
Abhay :-kro na😍
Priyanshu :-hehehe .....
Priyanshu uske neck pe wapis kiss karta hai...aur usse hug kar ke so jata hai....
Next day.....
Abhay to sota hi nahi.......bas aakhen band kar ke leta tha.....woh eyes open krta hai to Priyanshu uske samne masoom se bachhe ke jaisa so Raha tha....
Abhay :-I wish ki har roz mera Din aisa hi start or end ho... tumko dekh kar
Abhay uske close aata hai aur uske lips pee kiss karta hai.....
Abhay :-baki sub bad m abhi mujhe jana hai...
Abhay uske forehead pe kiss kar ke chala jataa h6.......wo jaata hai to Ishika bahar kadhi thi
Abhay :-hello Ishika .....
Ishika :-hey....
Abhay :-kuch pata chala…
Ishika :-nahi yaarrr Priyanshu ko nahi bacha sakte hum.....
Abhay :- please aisa mat boloo......
Ishika :-ek tarika hai
Abhay :-kyaa???
Ishika :-tum kabhi nahi kar paoge.....
Abhay :- please bataooo.....
Ishika :-tum Priyanshu ko Akela chor do.....kyuki tum ek vampirs ho....aur tum hi ho jo Priyanshu ko dhudh rahe ho.....to hum is baat kaa faida utha sakte hon.....agar hum Priyanshu ko yahan se bahut dur bhej de.....aur raja sahab ko jake bole ki uski death ho gayi hai.....aur kisi ki bhi body jake usse dikhade.......
Abhay :-nii Ishika main Priyanshu se dur kaise rah sakta hun.....wo bhi itna pyr karta hai mere se
Ishika :-tabhi bol rahi thi ki tum nahi kar paoge....humare paas 2 months Hain usse zyada nahi
Abhay :-hmmm............main jab tak hun uskki hifaazat karuga.....kyuki usse akela nahi chora ja sakta hai
Ishika :- sab thik hoga.....
Abhay Ghar mein jata...aur apne face ko hatho mein chupa ke rone lagta hai
Abhay :-I love you so much Priyanshu .....
Priyanshu apni mom ko call karta hai
Priyanshu video call karti hai vitika ko mom ko aur Abhay se unki baat karta hai.....Priyanshu bahut khush tha…
Scene changed…
Abhay wahan jata hai jahan uski mom thi...par woh wahan se gayab Thi.....
Abhay :-mom mom.......
Ishika :- woh le gaye unhen Abhay .....
Abhay :-woh kon
Ishika :- raja sahab.....
Abhay :-jhoot.....
Ishika :-sach bol rahi hun.......
Abhay :-woh meri mom ko kyu le gaye.....
Ishika :-nahi jannti main.....
Abhay :- sab to le liya jo lena chahate the.....ab unke sharir ko bhi le gaye.....
Abhay rote huye sofa pe baith jata hai.....
Ishika :-khud ko sambhalo.....
Abhay :-Ishika meri mom chali gayi mera sab gaya......main unse bahut pyar karta hun..... main kaise laun unhen wapas.....
Ishika :-hum unhen dhundhege.....
Wo dono jate hai har jagah dhundhte hai par unko Abhay ki mom nahi milti hai...Abhay wapis Ghar aa jata hai......uska kisi se milne ka dil nahi th....wo Priyanshu ke room mein bhi nahi jata hai......
Next day.....
Abhay Priyanshu ke room mein jata h.....par Priyanshu wahan nahi tha...bas ek note tha.....
"Bahut pyar hai na isse...ki isse raja sahab ko bhi Nahi dega.......to thik hai.....isse itni takleef dunga.....ki tu isse us takleef se bachane ke liye raja sahab ko de dega main chahu to abhi raja sahab ko de sakta hun.....par mujhe teri aankhon mein wo dard dekhna hai"
Abhay ki aankhon se aansu nikal rahe the.......uska bas nahi chal Raha tha ki jo bhi Priyanshu ko leke gaya hai uska muh thorde.....puri duniya mein sab se zyada Priyanshu se pyar karta tha woh.......
Abhay :-kon le gaya mere Priyanshu ko
Abhay gusse se utha ..aur jaldi se Bhar nikalata hai ghar se.....usse Priyanshu ko dhundhna tha....wo jungle mein dhudhta hai par Priyanshu kahi nahi tha...sur na hi uske hona ka ahsas ho raha tha abhay ko.....
Abhay sab Jagah Dekhta hai par jab Priyanshu nqhi milta hai usko.....to side pe jake baith jataa hai ..
Abhay :-agar mere Priyanshu ko unhone kuch kar diyaa toooo?????ussee mar diya tooooo?????
Itna mein usse lagta hai ki jaise Priyanshu uske paas hai.....jab wo turn karta hai to Priyanshu peechey khada tha ......
Priyanshu :-Abhay
Abhay :-Priyanshu ......
Abhay uske close aata hai aur uska face Apne haathon mein hold karta hai...to Priyanshu ke naak se khun niklne lagta hai.....aurr woh udhar hi behosh ho jata hai.......Abhay ki to kisi na Jaise jaan hi nikal di ti....
Abhay :-Priyanshu ankhien kholo please.....
Par Priyanshu ab bhi behosh tha...Abhay uske paas baith jata
Priyanshu :-Abhay wo dream sach ho gaya Abhay .....wo sach mein aaye the mujhe lene....
Abhay :-nahi tumhe koi lene nahi aaya tha tum kabse so rahe the......
Priyanshu:- tumhara matlab hai maine sapna dekha hai???
Abhay :-haan
Priyanshu :-mujhe yaad hai aache se ki jab main tumhare paas Aaya to behosh ho gaya …. abhay unhone bahut mara mujhe.....dekho mujhe chot lagi hai......
Priyanshu Abhay ko hath dikhta hai par wahan pe koi nishan tha he nahi.....
Abhay :-kahan??? dekho thik ho tum...bass sapna tha yeh.......
To be continued…
Chapter _10
Priyanshu Abhay ko hug kar ke so jata hai.........Abhay bahut pareshan tha...ki Priyanshu ko kaise bachaya jaye.....upar se uski mom bhi nahi mil rahi thi unke liye wo zayda pareshan thhla.....
Abhay Ishika ko call kar ke bulata hai....
Abhay :-Ishika ....
Ishika :-haann.....
Abhay :-main Priyanshu ko Akela nahi chorr sakta hu.....uper se mujhe mom ko bhi dhudhna hai ....tum please iske sath ruk jao jab tak main nahi aata hun.....
Ishika :-hmmm okkkk.......
Abhay chala jata h.....
Abhay apni mom ko har jagah dhudhta hai End main jab wo room mein aata hai jahan usne apni mom ko rakha tha.....to wo samne bed pe thi...
Abhay :-mom aap aa gayi....
Abhay unke pass jake hug kar leta hai.
Preet :-matlab Priyanshu ko akela chor ke agya.....
Abhay :-kyu kar raha hai yah sab Preet ... meri mom ko bhi le gaya
Preet :-bas mujhe Priyanshu chahiya.....
Abhay :-abhi to tu mere sath tha na phir kyu.....
Preet :- Raja Sahab jante hai ki main janta hun Priyanshu kahan hai....... isliye meri wife ko pakar rakha hai..... mujhe har hal maib Priyanshu chahiye hi
Abhay :-bhul ja.......
Preet :-hahaha.....wo to tu bhul jaaaa ki ab Kabhi Priyanshu tujhe milega bhi.......
Abhay :-mere hote huye Priyanshu ko kuch nahi hogaa.......
Preet :-main halat hi aise bana dunga ki tu khud Priyanshu ko mere hawale krdega......
Abhay :-main aise halat hone nahi dunga........uspe nazar bhi mat rakhna smjha tu.....agar use ek karoch bhi aayi na to jaan lelunga teri.....last warning de raha hun.....
Preet :-raja ko pata chala na to teri jaan le lenge woh
Abhay wahan pe se chala jata h.......
Ishika :-aa gaye Abhay
Abhay :-hmm Priyanshu thik hai na???
Ishika :-haan so raha hai...mom mili…
Abhay :-hmmm.....
Ishika :-kya hua mood kharab hai khush hona chaahiye Tumhe to ki mom mil gayi
Abhay :-nahi Ishika ab waqt aa gaya hai....
Ishika :-kiss Chiz ka???
Abhay :-Priyanshu ko chorrne ka
Ishika :-hmmm.....Priyanshu ki hi bhalai par tum kya kah ke usse chorooge????
Abhay :-sach bata kar.....
Ishika :-sach bataoge to woh khud he chorr dega....
Abhay :-hmmm......
Ishika :-hmmm bye.....
Ishika usse hug kar ke chali jati hai...Abhay dekhta hai Priyanshu ki uth gaya hai
Abhay :-kya hua jaan???
Priyanshu :-main tumhari jaan nahi hun.....
Abhay :-kyu
Priyanshu :-ktu kya tum kyu apni friend ko hug kar rahe the.....
Abhay :-to koi jealous ho raha hai....
Priyanshu :-to jalun nahi kya tum mere ho sirf mere.......
Priyanshu yeh bol Abhay ke hothon par kiss kar deta hai.....Abhay hash deta hai....
Priyanshu :-kya hua hai???
Abhay :-kuch nahii kyu..
Priyanshu :- mujhse jhuth mat bolo batao....
Abhay :-kuch nahi hua.....
Priyanshu :-tum mujhse nahi chupa sakte kyuki main jaan jata hun.....ki tum udas ho ya kush.....
Abhay ki aankhon mein aashu the....wo Priyanshu ko hug kar leta hai......
Abhay :-kuch nahi bas tumhe khone ka dar lag raha hai.
Priyanshu :-main idhar hi hun aur hamesha rhunga.....
Abhay :-hmm... Priyanshu …
Priyanshu :-haan.....
Abhay :-ab humaine alag hona hoga
Priyanshu :-kyaa fizool ki batien kiye ja rahe ho.....
Priyanshu Abhay ko ghusse se dekh raha tha....
Priyanshu :-kya fizool bol rahe ho ye???
Abhay in mind :- (socha to tha tumhe Sach bata dunga sara.....par ab lag raha hai sach Batane se tum mujhse nafrat karoge.... mujhse daaroge... pyar bhi nahi Kroge....aurr main yeh sab nahi chahta hun mujhe tumhari aankho mein khud ke liye pyar dekhna hai nafrat nahi)
Priyanshu :-kya soch rahe ho bolo bhi..... mujhe choroge tum
Abhay :-humara dur hona hi thik hai Priyanshu please samjho.....
Priyanshu :- kyu thik hai.....kya tumhe lagta hai ki main tumse dur rah kar khush ho sakta hun .....yeh bekar ki baatein ayinda mat karna mere samne...... Kyuki I love you so much aur khonaa nahi hai mujhe tumhe......
Abhay :-Priyanshu main sach bol raha hun.......
Priyanshu:- kabhi kahte ho ki mujhe tumhe khonne se dar lagta hai...aur kabhi khud hi chorne ki baat karte ho
Abhay :-mujhe tumhare sath rahna hai par nahi rah paunga???
Priyanshu :-kyu Abhay ?????
Abhay :-kyuki hum kabhi ek ho hi nahi sakte.....bahut majburiyan hai meri.....aur tumhe paane se zyada.... mujhe tumhare is duniya main hone de matlab hai......main nahi chahata hoon ki tum sojaooo aur phir uthto hi nahi
Abhay Priyanshu kaa face apne hand mein hold karte hue kehta hai.....
Priyanshu :-main tumhare sath mil kar sab mushkilon se ladd sakta hun....bas tumhara sath chahiye mujhe.....
Abhay :-ro nahi... mujhe acha nahi lagta.......
Priyanshu :-dur rah k6 acha lagta hai???
Abhay :-nahi naaaa......
Priyanshu :-to kyu
Abhay khud ke aansuon ko control karte hue kehta hai.......
Abhay :-apni packing kar looo.....
Priyanshu :-par.....
Abhay :-tum yahan safe nahi Ho.... main tumhe tumhare Ghar chor dunga
Priyanshu :-main chala jaunga
Priyanshu roye ja raha tha... par Abhay usko nahi dikha Raha tha.....kyuki usse rote hue wo nahi dekh sakta thha.........
Abhay :-main bol raha hun na main chor dunga tumhe.....
Priyanshu sari packing kar leta hai.......dono car mein baith ke nikalte hain.......
Priyanshu :-car roko.......
Abhay :-kya hua???
Priyanshu :-maine kaha car roko.....
Abhay car rokta hai aur Priyanshu car se utar jata hai.....
Abhay :-kahan ja rahe ho
Priyanshu :-kahin bhi tumse matlab.....
Abhay :-chotte bacche mat bano.....
Priyanshu :-main baccha nahi hun.....tumne chor diya na mujhe...to bas ab kyu aa rahe ho piche.....
Abhay :- kyuki pyar karta hun tumse.....
Priyanshu :-pyar karne ka matlab yeh to nahi hai na ki tumhari baat hi manu main....aur mujhe kahi nahi jana....main tumhare ghar mein rhunga tumhe koi problem to nahi hai.....
Abhay :-problem hai Priyanshu .....
Priyanshu :-to thik hai main phir kahi sur rent pe Ghar dekh leta hun.......
Abhay :-Tum pagal ho tum apne ghar ja rahe ho tum smjho....
Abhay gusse se uska hath pakar leta hai h...aur ussee le jane lagata hai.......
Priyanshu :-ahh Abhay hath choro m5ra...dard ho raha hai.....
Abhay hath chorta hai.....
Priyanshu :-main tumhe chor ke nahi Jana chahta hun Abhay ... please.....
Abhay :-I love you Priyanshu .......
Priyanshu :-I love you too.....
Itna main koi aata hai...aur Abhay ko dhaka deta hai.....Abhay ka sar jake pathar pee lagta hai......
Priyanshu :-Abhay .......
Priyanshu Abhay ke paas jata isse pahle koi usko pakar leta hai...Priyanshu usko dekhta hai to dar jata hai......
Wo koi insan to lah nahi raha tha ....dant bahar ki tarf aur lambe the..... aankhen lal thi.....jaiselq Priyanshu ne sapno mein Dekhta tha bilkul waisa hi
Abhay :-Preet usko chorrrr do
Priyanshu Abhay ko dekhta hai..... ab Abhay ki shakal bhi Badal gayi thi...uske dant bhi bahar ko aage the.......aur aankhen lal thi uski....Priyanshu usko dekh shock ho jata hai.......
To be continued....
Chapter_11
Abhay Preet ke paas jata hai...aur punch marta hai…preet dur jake girta hai...Priyanshu ye sab dekh ke Dar raha tha.....
Abhay aur Preet mein fight shuru ho jati h.....Abhay uski gardan par apne nukile dant gada deta hai.....aur Preet udhar dr hi gir jata hai woh behosh ho gaya tha.......abhay ke hothon par khun laga hua tha
Abhay Priyanshu ke side turn karta hai....
Abhay :-Priyanshu
Abhay ab wapas se pehle jaisa ho Gaya tha.....uske dant andar chale Gaye the..... aakhe phirse brown ho gayi thi.......
Priyanshu :-kon hoo tum???
Abhay :-Priyanshu ....main Abhay hun tumhara Abhay
Abhay Priyanshu ke paas aata hai uska hath pakar ne.....Priyanshu piche ho jaata hai.
Priyanshu :-btaooo?sach sach kon ho
Abhay :-mein ek vampire hun.....
Priyanshu :-matlab tum hum insano ka khun peete ho???
Abhay :-haannn
Priyanshu :-tum wahi ho na jisko maine jungle mein dekha tha.....wahi hona wahi jungli janwar.......
Abhay :- waha par sirf main nahi aur bhi vampires the…
Priyanshu :-hmmm.....
Priyanshu dar ke piche ho jaata hai usse......
Priyanshu :-mujhe lagta hai mujhe jana chahiye....
Abhay :-main chor deta hun.....
Priyanshu :-nahi main chala jaun ga
Abhay :-Priyanshu main tumhe hurt nahi krunga......koi nuksan nahi pohanchaunga I promise.......
Abhay Priyanshu ke najdik Aata hai...par Priyanshu peeche peeche ja raha tha.....
Abhay :-main tumse pyar karta hun.....
Priyanshu :-tum pyar nahi karte..... tumhe bas mera khun peena hai......
Abhay :-peena hota to kab ka pee leta .. main sach mein pyar karta hun.........
Priyanshu :-Abhay mujhe janna hai Ghar ......
Abhay :-mujhe chorr ke???
Priyanshu :-hmnn....
Abhay :-abhi to tum keh rahe the ki tum mujhe chorr ke kahi nahi jane wale ho.....to phir ab.....
Priyanshu :-Abhay please....
Abhay Priyanshu ka hath pakadta hai.........Priyanshu Abhay ko dekhta hai...Priyanshu ki aankhon mein saaf saaf dar dikh raha tha.........wo Abhay se dar raha tha bahut ......kyuki wo vampire tha.......Abhay Priyanshu ke hothon pee kiss karta hai.....par Priyanshu usko response nahi nahi kar raha tha.....to Abhay hat jata hai .....usse Priyanshu ke aisa karne se bahut hurt ho Raha tha
Abhay samjh jata hai aur wo Priyanshu ka hath chorr deta hai.....Priyanshu jaldi se car start kar ke chala jata hai.....Abhay ki aankhon se aansu bahne lage.....
Abhay :-jis baat ka dar tha wahi hua wo mujse darrta h6...uski aankho mein aaj mere liye pyar nahi darr tha darr.......
Abhay :- kyu banaya mujhe vampire kyu milaya Priyanshu se.......(Abhay asman ki tarf dekh raha tha)
Abhay ki aankhe lal ho gayi thi.....aisa hi hota hai vampires ke sath.....jab unko gussa aata hai...ya woh sad hote hai to unki aankhon ka rang badal jata tha.......
Abhay ghar chala jata h.......
Scene changed....
Priyanshu :-matlab itne time se main ek vampire ke sth tha usse pyar karta tha main....... tabhi wo kuch khata nahi th.....na he sota tha.......aur hameshaa uski body itni thandi rahti thi....aur na woh palkien japakta tha.......aur main kabhi samjh nahi paya.......aur agar usne gusse mein aake mera khunn piya to.......???nahi nahi nahi woh aisa nahi karega woh to pyar karta hai mujhse.....par kya agar who mere se pyar na kartaa to......... mujhe bahut dar lag raha hai ussse..........
Priyanshu kuch der mein apne ghar pohanch jata hai.......
Anjana(priyanshu's mother) :- hayee mera bacha itne time baad tujhe dekhna naseeb hua hai.......
Anjana usse gale laga leti hai...uske hath pao kamp rahe the.......
Anjana :- aise kamp kyu raha haj.... Sardi lag rahi hai kya???
Priyanshu kuch bole bagair kamare mein Chala jata hai.....
Priyanshu :- woh pehle sach bata deta na........is tarha se ek dum
Tbhi Vitika room mein aati hai.....
Vitika :-Priyanshu kya hua yaarrr.......aunty ne bataya.......tu baat kiye bagair aa gaya room mein.......
Priyanshu :-Vitika Abhay
Vitika :-kya hua ose..........
Priyanshu in mind:- (isko bataun ya nahi.....aise batana thik nahi rhega.......)
Priyanshu :-woh main Abhay se ladd ke aaya hu.....
Vitika in mind :- .....(kahi abhay ne ise sach to nahi bata diya )
Vithika :- kyu
Priyanshu :-bass
Vitika :-tu pagal hai abhi usse phone laga......
Priyanshu :-nahi.....
Vitika :- kyu nahi.....thodi der baat nahi kara tune usse aur dekh terri haalat kya ho gayi zayda der nahi krega.....to tu to mar hi jayega.....
Priyanshu :-uske sath rhunga to main mar jaunga.....
Vitika :-kyu kya hua.......
Priyanshu :-bass kuch huua...ab mujhe usse dar lagta hai bahtu.......
Vitika :-nahi batana to mat bta.....par tu dimaagh 6s soch...aur dil se kam lyle.....jab tu usse pyar karta hai woh karta hai to darna kyu hi....... pyar main to kuch nahi dekhte hai na.....
Priyanshu :-hmmm😶
Vitika :-han to phir.......relax ho jaa.... beshak aabhi call mat kar.....tu soch ke tu kya chahta hai...uske sath rah kar khush ya dur rah kar.......
Mishhka:-hmmm.....
Vitika :-hmnn hmmm nahi kar.....sab thik hoga
Priyanshu :- shayad.....
Vitika :-ab soja itna thak kar aaya hai.....
Vitika usko blanket udh deti hai (abhay ne sach bata ke acha hi kiya hai ab agar yeh sach mein usse pyar Karta hai to usse is roop mein bhi aise hi apnayega…)aur light off kar ke chali jati hai......... Priyanshu ko kuch khaali khaali lag raha tha.......waise hameshaa Abhay ko hug kar ke soya karta tha.....par aaj akela tha.......
Priyanshu :-main usko miss kar raha hun kya...nahi wo ek vampire hai..... agar use dur rhunga to hi mere liye achaa hogaa.............agar usnne mujhe ya meri family ko mar diyaa tooo.....?? par main use pyar karta hun kya??
Scene changed.....
Abhay apni mom ka hath pakar kar baita hua tha.........
Abhay :-mom mera priyanshu mujhe chhor ke chala gaya....usse pata chal Gaya main vampire hun.....main usse bahut pyar karta hun mom..... aapko to bataya tha na maine.....to phir Main usse chot kyu pohanchaunga ...wo meri jaan hai...aur main apni jaan ko aise kaise dard de sakta hun.....
Ishika :- sab Thik ho jayega Abhay
Abhay :-sab kaise thik hoga yaar.....I love him so much... aur woh..... woh to mujse dar ke chala gaya.....
Ishika :-acha hi hua na Abhay .....idhar rehta to raja aur woh log usse dhudh hi lete....
Abhay :- tumhe kya lagta hai jiss city main woh hai....usss city mein kya woh nahi dhudhenge Priyanshu ko?
Ishika :-Priyanshu jahan bhi ho woh usse duundh to lenge...par filahal ab wo safe h.......
Abhay :-hmmm.......main to khud usse chorr raha tha Ishika ...par main chahta tha woh mujhe miss kare....mujse pyar kare.....par woh.. woh to apne dil mein mere liye dar leke gaya hai.......
Ishika :-kuch time do usse ......
.
Abhay :-hmm......
Abhay wahan se bahar aa jata hai woh Ghar chala jata hai.......
flashback
Priyanshu :- Abhay tang mat karo yrar phone do mujhe idhar.........
Abhay :-nahi dungaa....main tumhare paas kab se hun aur tum phone mein lage huye ho
Priyanshu :-tum to hameshaa hi sath rehte ho.....ab dona phone.........
Abhay :-nahiii.....
Priyanshu :-huh jaoo baat hi nahi karni tumse.......
Priyanshu jake sofe pe baith jata hai.....Abhay aake uske sath baith jata hai aur hug kar leta hai usse......
Abhay :-naraz ho kya.....
Priyanshu:- .........
Abhay :-bolo to kuch.....
Priyanshu :-.........
Abhay :-nahi bolna thik hai ye lo phone..... tumhe mere se zyada apna phone pyaraa hai na.....
Yeh bol ke Abhay jane lgta h...ki Priyanshu usse piche se hug kar leta hai.....
Priyanshu :- kahan ja rahe ho mujhe chorr kar.....
Abhay:-tum phone use kro.....
Priyanshu :-nahi karna hai...
Priyanshu Abhay ke samne aata hai...Abhay uski kamar mein hath daal k khud ke karib karta hai...
Abhay :-maiin naraz hun mnao.....
Priyanshu :-sorry.......
Abhay :-aise nohi.....
Priyanshu :-to phir kaise.....
Abhay Priyanshu ke paaa aata hai.......aur yske gardan pe kisses karne lagta hai ..........uskke aaise karne se Priyanshu ki puri body mei current dhodrne lagta hai.....
Priyanshu :-Abhay .......
Abhay side pe ho jata hai.....
Abhay :-kya hua???
Priyanshu :-kuch nahi.....
Abhay :-acha ab manoo na.....
Priyanshu Abhay ke gardan pe kisses karne lagta hai.....
Priyanshu :-basss???
Abhay :-hmm I love you so much.....
Abhay usse hug kar leta hai......
Priyanshu :-I love you too😘
.
.
flashback_end
Abhay ke chehre pe rote rote smile aa jati hai......
To be continued...
Chapter_12
Priyanshu apne room mein baitha tha... woh puri raat nahi soya tha.....sota bhi kaise....puri raat Abhay ke baare mein soch raha tha....
Priyanshu :-main usse pyar karta hun...par galt hai yeh woh ek vampire hai... mujhe usse bhulna hoga...agarr usne meri family ko hurt kiya to...uska bharosa nahi kar sakta hu main.....
Priyanshu rone lagta hai...
Scene changed....
Udhar Abhay apne room mein tha... tabhi wahan preet aur uske aadmii aate hai..
Abhay :-kyaa h...
Preet:-Priyanshu chahiya...raja sahab ko bata diya hai maine ki woh tere paas hai.....
Abhay :-mere paas nahi hai woh
Preet:- jhoot tere sath tha woh...jab meri Teri fight ho rahi thi.....
Abhay :- usi fight ki wajah se woh mujhe chhorr ke chala gaya.....usse pata chal gaya main vampire hun...
Preet:-jhoot woh tere sath hai.....
Abhay :-dekh lo agar ho to...
Preet aur uske aadmi pure ghar mein dekhte hai.....par Priyanshu nahi tha kahi bhi
Preet:-tune hi usse kahi chhupaya hai ek bat yaad rakhna meri..... woh jahan bhi ho hum usse dhudh lenge.....
Preet ghusse mein wahan chala jata hain
Abhay :-I love you Priyanshu ..........
Tbhi Ishika aatii hai..
Ishika :-Preet aaya tha na abhi.....
Abhay :--hmmm…
Ishika :-maine suna woh jo bhi usne kaha... woh log Priyanshu ko dhundh lenge.....
.M
Abhay :-main Priyanshu se dur sirf uski jaan bachane ke liye hua tha…
Ishika :-pata hai mujhe.....par woh dhudh lenge Priyanshu jahan bhi ho.....
Abhay :-main jaunga Priyanshu ke paas…
Ishika :-kaise...ussi ke liye dur huye aur ab phir.....
Abhay :-main usse kuch nahi hone de sakta hun.....dur rah kar aaj maine usse bachaa liya....par agali baar shayd woh uske sahar chale jayen...tab ki baar main nahi bacha paunga usse...... kyuki paas nahi hounga
Ishika :- par waha vitika hai woh usse kuch nahi hone degi..
Abhay :- werewolves ki shaktiyan sirf Punam ki raat ko sabse shaktishali Hoti hai, isse pahle ke dinon ne kisi vampire ne uspar attack kiya to woh kuch nahi kar payegi
Ishika :-hmm …
Next day
Priyanshu bed per aaram se so raha tha.....Abhay uske paas aake baithata hai...
Abhay :-meri jaan
Abhay uske maathe par kiss karta hai
Abhay :-miss kiya bahut... tumne bhi kiya tha kya ....
Abhay uske hothon par kiss karta hai..
Abhay :-ab tumhe kuch hone nahi dunga promise.......
Abhay ka dil kar raha tha wo Priyanshu ko uthaye aur hug kar le....prlar Priyanshu abhi bhi dar raha hai usse.... isliye Abhay chala jata hai.....par woh Priyanshu ko dur se dekh raha tha
Priyanshu so kar uthataa hai
Priyanshu ko aisa feel hota hai ki jaise koi usse Dekh raha hai...Priyanshu idhar udhar dekhta hai par wahan koi nahi tha... thodi der mein Vitika uske room mein aati hai.....
Vitika :- priyu chal na shopping ke liye....
Priyanshu :-mann nahi hai.
Vitika :- kyu nahi hai.....
Priyanshu :-Abhay
Vitika :-kya Abhay .....miss kar raha hai usse......
Priyanshu :-shayd
Yah kahte hi Priyanshu ki aankhon mein aansu aa hate hai….
Vitika :- priyu
Priyanshu ke gardan par love bite jaisa kuch dikh raha tha.....(jab abhay kiss kar raha tha tab hi shayad yah love bite ka nishan ho gaya hoga)
Vitika :-yeh teri neck pe kya hua hai??
Priyanshu :-neck pe?pata ni.....
Vitika :-kahi tu Abhay ko cheat to nahi kar raha hai na....aur tu pakra gaya tabhi lad ke aaya ussse....
Priyanshu :-nahiiii.....main aisa kaise kar sakta hun... main to bahut pyar karta hu usse....uske bagair nahi rah sakta... usse dhoka dena ke baare mein soch bhi nahi sakta hun... yeh to pata nahi raat mein kahan se aagaya… aur tu mere bare mein aisha sochti hai..
Vitika :- main to yeh dekh rahi thi ki tu abhay se kitna pyar karta aur tune khud hi kah diya bahut pyar karta hun usse
Priyanshu :-hmmm...
Vitika :-par woh chorr... yeh bata ke gardan pe hua kya hai.....
Priyanshu :- love bite hai koi deke gaya raat mein...par mujhe nahi pata kon
.
Vitika :- raat mein band kamre mein kon aa sakta kahi yeh kisi bhoot ne to nahi diya
Tbhi Priyanshu ke mind mein koi baat aata hai...
Priyanshu (slowly):-Abhay
Vitika :-kya....
Priyanshu :-tu jaa yahan se
Vitika :-kyu…
Priyanshu :- please....
Vitika chali jati hai.....Priyanshu door lock kar deta hai
Priyanshu :-Abhay kahan ho...mujhe pata hai tum yahi ho mere paas.....tum pehle bhi aisa karte the na....sur aaj bhi.....
Par Abhay samne nahi aata hai…. kyuki woh Priyanshu ke samne aana hi nahi chahta Tha.....
Priyanshu :- Abhay I love you
Priyanshu yeh bol kar rone lagta hai..... tabhi usse aisa lagta hai kisi ne usse tightly hug kar rakhha hai
Priyanshu :-Abhay
Abhay :-hmmm ..
Priyanshu :-I love you ab mat jana please.... please kahi mat jana…
Abhay:-nahi jaunga.....tum please roh nahi...main tumhe rote huye nahi dekh sakta hun.....
Priyanshu kuch der usse hug kar ke roye ja raha tha...Abhay uske aansu saaf karta hai.......
Abhay :-ab rona nahi.....
Priyanshu :-nahi rounga…
Abhay :-promise?
Priyanshu :-promise.....
Ye kahte hi Priyanshu apne hoth abhay ke hothon par rak deta hai ...aur passionately kiss karne lagta hai.............Abhay uska lower lip bite karta hai..
woh usae bahon mein uta kar bed pe leta kar uske upar aa jata hai.....
Priyanshu :-mujhe chorr ke nahi janna
Abhay :-kabhi nahi jaunga.....
Abhay uski gardan ki taraf jata hai….uske gardan ko chumane lagata hai.......Abhay usse love bite deta hai...Priyanshu uska naam lene lagta hai......Abhay fir se love bite deta hai ..
Abhay Priyanshu kima shirt thora upar karta hai….aur belly ko chumana shuru kar deta.....wah apne tongue se uske belly button (nabhi) ke charon tarah ghumane lagata hai aur belly button pe love bite deta hai..............Priyanshu moaned his name loudly….abbbhaayyyyyy…
Kuch der baad mein
Abhay :-mujhe janna chahiye.....
Priyanshu :-nahi please mat jaooo.. sath raho mere.......
Ye kah kar Priyanshu uske paas aata hai.....aur uske hothon ko chumane lagata hai...Abhay uska shirt nikal deta hai...........Priyanshu Abhay ko hug kar leta hai.....
Abhay :-I love you Priyanshu ....
Priyanshu :-I love you tooo😘
Priyanshu uske shirt ke button kholne lagta hai...aur uski chest pe kisses karne lagta hai
Abhay Priyanshu ke upar aa jata hai....aur uske nipples ko chumne lagta hai unke sath athkheliyan karne lagta hai......
Priyanshu aahen bharne lagta hai......
Kamre ki light off ho jati hai aur andhere ki wajah se main aage kuch dekh nahi paya...🙂🙂
To be continued..
Comments
Post a Comment